2.txt Displaying 2.txt.

Phir Bhi Tumko Chaahunga - Full Song Lyrics (English) | Arijit Singh | Arjun K & Shraddha K | Mithoon , Manoj M

Phir Bhi Tumko Chaahunga - Full Song Lyrics (English) | Arijit Singh 

Phir Bhi Tumko Chahunga Lyrics from Half Girlfriend (2017) sung by Arijit Singh, Shashaa Tirupati. This song is composed by Mithoon with lyrics penned by Manoj Muntashir. Starring Arjun Kapoor, Shraddha Kapoor

Phir Bhi Tumko Chaahunga - Full Song Lyrics (English) | Arijit Singh | Arjun K & Shraddha K | Mithoon , Manoj M
Mai Fir Bhi Tumko Chahunga


Song Credit

Song - Phir Bhi Tumko Chaahunga
Movie - Half Girlfriend
Singers - Arijit Singh & Shashaa Tirupati
Music - Mithoon
Lyricist - Manoj Muntashir
Music Composed, Arranged & Produced By Mithoon

Lyrics of Song

Tum Mere Ho Iss Pal Mere Ho
Kal Shayad Yeh Aalam Na Rahe
Kuch Aisa Ho Tum Tum Na Raho
Kuch Aisa Ho Hum Hum Na Rahe
Yeh Raastey Alag Ho Jaayein
Chalte Chalte Hum Kho Jaayein
Main Phir Bhi Tumko Chaahunga (x4)
Iss Chahat Mein Marr Jaoongaa
Main Phir Bhi Tumko Chaahunga

Meri Jaan Main Har Khamoshi Mein
Tere Pyaar Ke Nagmein Gaoonga
Main Phir Bhi Tumko Chaahunga (x2)
Iss Chahat Mein Marr Jaoongaa
Main Phir Bhi Tumko Chaahunga

Aise Zaroori Ho Mujhko Tum
Jaise Hawayein Saason Ko
Aise Talaashoon Main Tumko
Jaise Ke Paer Zameeno Ko
Hasna Yaa Ronna Ho Mujhe
Pagal Sa Dhoondu Main Tumhe
Kal Mujhse Mohabbat Ho Na Ho
Kal Mujhko Ijaazat Ho Na Ho
Tootey Dil Ke Tukde Lekar
Tere Dar Pe Hi Reh Jaoonga
Main Phir Bhi Tumko Chaahunga (x2)
Iss Chahat Mein Marr Jaoongaa
Main Phir Bhi Tumko Chaahunga

Tum Yun Miley Ho Jab Se Mujhe
Aur Sunehari Main Lagti Hoon
Sirf Labon Se Nahi Ab Toh
Poorey Badan Se Hansti Hoon
Mere Din Raat Saloney Se
Sab Hain Tere Hi Honey Se
Yeh Saath Hamesha Hoga Nahin
Tum Aur Kahin Main Aur Kahin

Lekin Jab Yaad Karogey Tum
Main Banke Hawaa Aa Jaoonga
Main Phir Bhi Tumko Chaahunga (x2)
Iss Chahat Mein Marr Jaoongaa
Main Phir Bhi Tumko Chaahunga
Main Phir Bhi Tumko Chaahunga (x4)


VIDEO SONG


Previous
Next Post »

Adsence