2.txt Displaying 2.txt.

SALAAM Lyrics Hindi\English- DIVINE

SALAAM Lyrics Hindi\English- DIVINE

Song Details:-




Song Credit

Intro Vocal: D’Evil Music Producer: Karan Kanchan Mixing and Mastering: Stunnah Beatz Recording Engineer: Joel Dsouza Artist: DIVINE Lyrics: DIVINE

SALAAM Lyrics Hindi\English- DIVINE
SALAAM Lyrics

SALAAM Lyrics

Ye Sahi Me Aaya Jaanwar Se
Yaa Aadmi Ne Banaya?
Khud Ka Dekh Ke Fayda
Poori Duniya Me Failays

Ye Sahi Me Aaya Jaanwar Se
Yaa Aadmi Ne Banaya?
Khud Ka Dekh Ke Fayda
Poori Duniya Me Failaya
Aur Media Ne Duniya Ko
Ye Late Kyun Bataya

Mere Saher Me Rehte 20 Million Log
Matlab 20 Million Rog
Aur 3 Guna Paisa
Matlab Sath Dega Kaun

Anth Ka Hi Sochenge
Fir Start Dega Kaun

Tum Hi Karo Maths Fir
Sab Hai Isme Ek Sath
Cut Karo Class Fir
Dharam Class Colour Nahi
Mass Wala Shot Hai

Science Dega Dhoka Tab Toh
Bhagwan Me Viswas Hai
Panic Mat Ho
Andar Hi Raho
Aarti Ya Namaaz
Hath Rakho Saaf

Door Rehke  Pass
Doctor Ya Nurse
Mujhe Tumpe Hai Naaz

Doctor Ya Nurse
Mujhe Tumpe Hai Naaz

Police Wala Laga Khaas Hai
Andar Rehna Jab Tak Milta Nahi Ilaaz Hai
Front Walon Ko Salaam Hai

Front Walon Ko Salaam Hai

Police Wala Laga Khaas Hai
Andar Rehna Jab Tak Milta Nahi Ilaaz Hai
Front Walon Ko Salaam Hai

Front Walon Ko Salaam Hai

Paisa Kamaane Nikle Medical Wale Ye
Dawa Dawa Karke Sabse Paisa Ye Nikalenge
Ameer Desh Chup Chap Se
 Vaccine Bhi Nikalenge

Ye Wali Topi Chote Humko Kyun Pehnare Ye
Bimari Asli Hai Ye Supna Nahi Hai
Social Distancing Kaise Jab Chhapra Nahi Hai

Andar Kaise Me Rahu Jab Kamra Nahi Hai
Wo Pet Kaise Bhare Jab Chapra Nahi Hai

Majdoor Majboor Nikale Nange Pair Ghar
Maa Sochi Mera Beta Wo Toh Bana Officer
Haan Maa Bola Usne Jhut Tujhse

Ye Route Nahi Leta Par Uska Bhook Bola
Mein Kar Raha Kosis Tujhse Kya Hora
Ye War Aapas Ka Nahi Duniya Se Bada
Minister Kya Kare Wo Kosis Toh Kar Ra
Nuclear Hathiyaar Bhi Machis Sa Lag Raha

Ghar Me Raho
Haath Saath Rakho
Faasla Hai Jo
Woh Apne Liye Safe Hai

Ghar Me Raho
Haath Saath Rakho
Faasla Hai Jo
Woh Apne Liye Safe Hai

FULL SONG VIDEO

Previous
Next Post »

Adsence