2.txt Displaying 2.txt.

Taaron Ke Shehar Lyrics: Neha Kakkar, Sunny Kaushal | Jubin Nautiyal, Jaani | Bhushan Kumar | Arvindr K | Latest Songs

 Taaron Ke Shehar Lyrics: Neha Kakkar, Sunny Kaushal | Jubin Nautiyal, Jaani | Bhushan Kumar | Arvindr K | Latest Songs

Song Details

Gulshan Kumar and T-Series presents Bhushan Kumar's "Taaron Ke Shehar" sung by Neha Kakkar and Jubin Nautiyal. The song depicts a tale of an intense love story followed by pain and separation featuring Neha Kakkar & Sunny Kaushal. The song is composed and penned by Jaani.

Taaron Ke Shehar Lyrics: Neha Kakkar, Sunny Kaushal | Jubin Nautiyal,Jaani | Bhushan Kumar | Arvindr K | Latest Songs
Taaron Ke Shehar Lyrics

Song Credit

Song: Taaron Ke Shehar Featuring:- Neha Kakkar & Sunny Kaushal Singers:-Neha Kakkar & Jubin Nautiyal Lyrics, Composer and Music:- Jaani Music Programming:- Gaurav Dev and Kartik Dev Mix & Mastered By:- Gurjinder Guri and akash
Video Director :- Arvindr Khaira

Taaron Ke Shehar Lyrics

Na chain se jeene degi
Na chain se marne degi
Na chain se jeene degi
Na chain se marne degi

Haan chalo le chalein tumhein
Taaron ke shehar mein
Dharti pe yeh duniya
Hamein pyar na karne degi

Chalo le chalein tumhein
Taaron ke shehar mein
Dharti pe yeh duniya
Hamein pyar na karne degi

Jo tum na meri baahon mein
Main to so nahi sakta
Khuda ne tujhko diya mujhe
Tujhe main kho nahi sakta

Main mar jaunga agar kabhi
Kehna pad gaya yeh sanam
Main tera hi hoon
Magar tera ho nahi sakta

Hamein maar hi na daale
Buri nazar yeh logon ki
Yeh hath chhudayenge
Na hath pakadne degi

Haan chalo le chalein tumhein
Taaron ke shehar mein
Dharti pe yeh duniya
Hamein pyar na karne degi

Chalo le chalein tumhein
Taaron ke shehar mein
Dharti pe yeh duniya
Hamein pyar na karne degi

Log humse jalte hain
Jalte hain is baat pe
Kyun itne zyada khubsoorat
Lagte hain hum sath mein

Log humse jalte hain
Jalte hain is baat pe
Kyun itne zyada khubsoorat
Lagte hain hum sath mein

Jo bhi ishq mein hote hain
Hote hain deewane se
Khushi nahi dekhi jaati
Mohabbat ki zamane se

Mujhe pata hai oh janam
Chahe kuchh bhi ho jaaye
Tu khud mar jayegi
Jaani na marne degi

Haan chalo le chalein tumhein
Taaron ke shehar mein
Dharti pe yeh duniya
Hamein pyar na karne degi

FULL VIDEO

Previous
Next Post »

Adsence