2.txt Displaying 2.txt.

Aabaad Barbaad Lyrics - LUDO | Abhishek B, Aditya K, Rajkummar R, Sanya M, Fatima S | Arijit, Pritam, Sandeep |Latest Songs 2020

 Aabaad Barbaad Lyrics - LUDO | Abhishek B, Aditya K, Rajkummar R, Sanya M, Fatima S | Arijit, Pritam, Sandeep |Latest Songs 2020

Song Details

Gulshan Kumar & T-Series Films present, an Anurag Basu Productions in association with Ishana Movies the official song "Aabaad Barbaad" from Bollywood movie of 2020 LUDO starring Abhishek A Bachchan, Aditya Roy Kapur, Rajkummar Rao, Pankaj Tripathi, Rohit Saraf, Fatima Sana Sheikh, Sanya Malhotra, Pearle Maaney, Inayat Verma, Asha Negi, and Shalini Vats. The film is written and directed by Anurag Basu, produced by Bhushan Kumar, Divya Khosla Kumar, Krishan Kumar, Anurag Basu, Tani Basu.

Aabaad Barbaad Lyrics - LUDO | Abhishek B, Aditya K, Rajkummar R, Sanya M, Fatima S | Arijit, Pritam, Sandeep |Latest Songs 2020
Aabaad Barbaad Lyrics

Song Credit

Song - Aabaad Barbaad Music - Pritam Singer – Arijit Singh Lyrics – Sandeep Srivastava Sound Design – DJ Phukan & Sunny M.R.
Music Label: T-Series

Aabaad Barbaad Lyrics

Ya to barbaad kar do

Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do

Woh galat tha yeh sahi hai
Jhooth yeh aaj keh do

Itna ehsaan kar do
Itna ehsaan kar do
Poore armaan kar do
Lab pe aa kar jo ruke hain
Dhayi woh harf keh do

Meri saanson se judi hai
Teri har saans keh do

Mushkil aasaan kar do
Mushkil aasaan kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do

Meetha sa yeh zehar
Main to peeta rahunga
Tu khuda na sahi
Main to sajde karunga

Meetha sa yeh zehar
Main to peeta rahunga
Tu khuda na sahi
Main to sajde karunga

Tum jo Sheerin na huye kya
Humko Farhaad kar do
Meri saanson se judi hai
Teri har saans keh do

Itna ehsaan kar do
Itna ehsaan kar do
Poore armaan kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do


FULL VIDEO


Previous
Next Post »

Adsence