Kabhi Yun Lyrics - Mohammed Irfan | Anurag Saikia | Sangeeta Gupta | (Full Song) | Latest Hindi Songs 2020| | Hindi Songs
Song Details
Presenting the latest song Kabhi Yun sung by Mohammed Irfan. The music of the new song is given by Anurag Saikia while lyrics are penned by Sangeeta Gupta.
![]() |
Kabhi Yun Lyrics |
Song Credit
Song: Kabhi Yun
Singer: Mohammed Irfan
Music: Anurag Saikia
Lyrics: Sangeeta Gupta
Video: Parmod Sharma Rana
Kabhi Yun Lyrics
Kabhi Yun Hoke Main
Baadalon Par Nazme Mein Likhdu
Kabhi Yun Hoke Main
Baadalon Par Nazme Mein Likhdu
Kon Jaane Kabhi Saawan Mein
Tumpar Ja Barase
Kon Jaane Kabhi Saawan Mein
Tumpar Ja Barase
Kabhi Yun Ho
Kabhi Yun Ho
Kabhi Yun Ho
Hawaon Par Nazme Likh Doon
Hawaon Par Nazme Likh Doon
Kon Jane Kabhi Mera
Anakaha Paigaam
Tumhe Chhu Kar Haan.
Tumhe Chhu Kar
Jaata De Jaata De
Kabhi Yun Ho.
Ret Par Nazme Bikher Doon
Kya Pata Thumhare Paanv Tale Aajaye
Aur Nazmo Mein Apna Aashiq Paawon
Hmm Andar Tak Main Sihar Jau
Thithak Jao
Aur Uss Ek Pal Khayalon Mein
Bas Main Rahoon, Bas Main Rahoon
Aur Uss Ek Pal Khayalon Mein
Bas Main Rahoon Kabhi Yun Ho
ConversionConversion EmoticonEmoticon